Quote #1- Jindagi khud nahi badlati, Use badlna pdta hai; Kabhi kabhi kuch paane ke liye, Kuch khona bhi pdta hai.

Quote #2- Har baar jeet jaao, Ye mumkin nahi; Kuch haar bhi jaroori hain, Jindagi ko samjhne ke liye.

Quote #3- Kaamyabi utni hi milegi jitni aapke naseeb me hogi, Aur naseeb aapko utna hi dega jitni aapki mehnat hogi.

Quote #4- Kabhi khud se bhi pooch Ae musafir, ki jaana kahan hai. Har raah par manzil mile aisa jaroori to nahi. 

Quote #5- Kal ki khushi ke liye  jo aaj jee rahe hain, Bade naadan hain vo....Zehar ki shishi me dawa dhund rahen hain. 

Quote #6- Jo himmat na rakhta ho fir se uthne ki, Uska gira rehna hi behtar hai.

Quote #7- Jab maut paas hoti hai to jeene ki aas bhi bad jaati hai, Takleefon ka kya hai, Wqt ke saath unki bhi aadat pad jaati hai.

Quote #8- Raaste Kahan khtam hote hain janaab, Bas musafir badal jaate hain.

Quote #9- Kuch khwahishen agar adhuri hain, to unhne adhoora hi rehne do, Har chiz jo mil jaaye to jindagi me maza kaisa.

Quote #10- Kuch rishte bhi jaroori hain janaab, Apnepan ka ehsaas to dilaate hain.

Read Next Article

All Time Best 35+ Hindi Motivational Shayari And Quotes

Arrow